Pyar Hota Kayi Baar Hai Song Lyrics
Pyar Hota Kayi Baar Hai Song Lyrics is Brand New
Trending Song . This song is sung by Arijit Singh .
And Music given By Pritam. And This song Is
Hindi Song Lyrics
Song Credits:
Song: Pyaar Hota Kayi Baar Hai
Music - Pritam
Lyrics - Amitabh Bhattacharya
Singers - Arijit Singh
Album -Tu Jhoothi Main Makkaar
Ishaq mere Yaara
Tu kar le dobaaara
Bas ik bar mein hi
Bhare na dil bechara
Sang rehne ke shaam saavere
Kya karne hain vaade bathere
Hai zindagani agar char din ki
Toh lene hi kyun saat pehre
Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling
Mar jaunga jo mujhko ye na mili
Agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai
Yeh wali mujhko pehle kyun na mili
Woh dil kya bhala
Jo toota na kabhi
Pehli dafaa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein
Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh
Kyun na do chaar dil hum bhi todein
Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nissar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Tainu pyaar di lor ye
Chaaida kinna ve
Kadi das de yaar nu
Inna inna ve
Ye lo .. Ye lo
Tainu pyar di lor ye
Chaaida kinna ve
Twadi khidmat vich haazir
Ye lo .. Ye lo
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
0 Comments